Skip to main content

Posts

इंक़लाब - Damn.302

Ek भीड़ hai jo ki khamosh hai par bhot shor hai uske ander yuh hai ki woh ab chal padi hai aur ab इंक़लाब aai ga wakt ki रूढ़ि जंजीरों ko pighla kar woh aaj ek nai युग ki suruaat karne chali hai jisme ek nai samaj ka उदय hoga jo समाज ho kar bhi समाज nahi hoga(bura nahi hoga) jaha धरा ke har जरे main josh दोडेगा aur in बादशाहो ke तख्त aur ताज aaj उछाले jai ge ek नए बादशाहत aai gi jaha sayad हक़दार ko haq milega aur har pichde ko बराबरी par yeh भीड़ khamosh hai pata nahi yeh तूफान ke pehle ki khamoshi hai ya hamesha rehne wala अंतरिक्ष ka ghor सनाटा
Recent posts

गुलाम

बिक gya hai wakt बिक gaye hai ज़मीर dilo se hai भिखारी zamana jani par hessiyat ka बड़ा अमीर Upper बेठे आकाओ ne बदल दिया खेल गुलाम घूम रहे खुले गगन main आज़ाद बेठे कारागार मे ख्वाब छीन लिए लोगो se छीन लिए लहजे सोच बाँध di खुदा तक खुदा बाँध दिए मंदिर मस्जिद तक कुछ समझदार लोग hai किसी फरिश्ते ke इंतज़ार main unse ये kehna chahuga गाँधी aate nahi गाँधी bante hai mere dost 

सायरी - Damn.302

Khud ko kar khud main बंद बोरिया main aakar kiya kuch विचार kuch palo ke liya tanhai ki wajah se hua lachar par fir तन bana ब्रह्मांड केद होकर hua केद se रिहा सईयारी rooh ko mila woh piya jiski दीद main बीते अर्से jo ek baar gai lot na aai ghar se 

love - Damn.302

To the end of infinity till i inhale my last breath till sun loose its heat i been always for you i am Athiest on out but my blind trust my god is you in my lonely dark night you came as dawn i know there is pain but understand baby i insane for you to get your love what i been going through 

राबता - Damn.302

Kisi aise dost ki talash jo bina bole mera har lafaz samajh jai aur dhokha bhi kha jai jo ho toh hubhu mujh sa par kuch alag ho ek pehchan ho ek अंजान ho kuch toh ho usme khas jo mujhe लुभाए jo main hu hu bhi nahi woh pechan dilae bhale hi paas mere na rehta ho na woh mujhe na main usse janu par uska mera kuch rabta ho 

ज़िन्दगी - Damn.302

Pal main bigad jati hai pal main pighal jati hai kabhi dhoop hai kabhi chav hai kabhi buri hai kabhi mazboori hai par jaisi bhi hai meri hi hai yeh zindagi lamhe main khusi hai lamhe main dukhi hai lamho main hi beet jati hai yeh zindagi 

शुरूआत - Damn.302

Dil bechara jeene chala zindagi dobara bula ankho ko apni rula chala karne nayi suruaat aab na jag ke फसाने honge na बहाने honge jo bhi hoga hoga kuch naya wakt tha jo bura woh gya ab bus tum hi hum ho fir kyu हया chod रस्मों wado ko सीख lo dil ki baato ko zubaan par lana dil baat kahne ka na lagta हर्जाना